Bada hona hi bahut bada Kam nahi hai, apni soch ko bada karna aur use apne mein lagi karna sabse bada Kam hai, Jo apni soch ko niyam mein lakar mehnat karte Hain , unko umra (age) Mayne nahi rakhti. Aapne aise bahut se chore kalakar dekhe honge , unme se ek Hain Martin garix. Jo ki mahaz 8 ki umra mein hi apna dhyan kendrit Kar liya tha , aur 175 crore ke Malik hain

No comments:
Post a Comment