Saturday, 18 February 2017

Maine bhagwan se kaha



 Maine bhagwan se kaha ....
 Mere sabhi dosto ko khush rakhna....





bhagwan bole thik hai  Par sirf 4  din ke liye ……
wo char din tu bata ……





Maine kaha thik hai ……
1)  Summer  Day
2)  Winter  Day
3)  Rainy  Day
4)  Spring  Day





Bhagwan confused  ho gaye aur bole   nahi sirf   3  din……





Maine kaha thik hai……
1)  Yesterday
2)  Today
3)  Tomorrow





Bhagwan phir confused  ho kar bole sirf do din……





Maine kaha thik hai..…
1)  Current Day
          Aur
2)  Next  Day





bhagwan phir confused ho kar bale.... Nahi... sirf  1  din……





Maine kaha,
1)  Everyday




Bhagwan hansne lage aur bole achcha baba mera peecha chodo tumhare dost sada khush rahenge…




Miss  you  Dear……
ye message apni life ke Sweet  Friend  ko send  kariye……
Mujhe bhi kariye agar main hoon to  ?





agar aapko 6 logon ke message wapas aaye to ……
You  are  so Lucky…
    Dil.Se…

No comments:

Post a Comment